Chat with us on Whatsapp

Qarz se nijat pane ka wazifa\\wazifa to releif debt\\powerfull wazifa\\live wazifa

QARZ SE NIJAAT PANE KA WAZIFA.

Mehengai had se barh chuki ha lehaza logon ko zindagi ki dor jeetne ke liye qrz lekar is umeed par business karna parta ha ke rupya aate hi qarz ada kar dengay. Koi bank se koi kisi dost azeez se qarz leta hai. Lekin qrz aesa marz ha ke ba mushkil hi ada ho pata hai. Qarz ke baray mein hukum hai ke marne se pehle ada karna chahiye, bohat se log qarz ada nahi kar pate to unki aulad mein uski sakat nhi hoti aur mutawaffi par qarz wajib khara hota hai. 



Qarz ki adaigi ke liye log qarz lekar qarz bhi ada karte hein lekin qarz phir bhi ada nahi ho pata. Is ke liye rohani wazaif bhi parhe jate hein. Aese tamam ahbab jo qarz ada nahi kar pate aur wo chahte hein ke un ka qarz jaldi utar jaye to wo ye jaldi qarz utarne ka wazifa karein. kiyounke un ke paas wasail nahi hote, wasail paida ho bhi jayen to ikhrajat sar utha lete hein to aesay tamam hazraat se kahoonga ke wo ye Wazifa intahai khusoo khuzoo se ada karien. 


WAZIFA PADHNE KA TARIKA

Surah Bani Israil ki Ayat 150 yaad kar lein, Darood Ibrahimi 21 baar padh kar is Ayat ko rozana 101 baar parha karein.


wazifa 

21  bar durud Sharif

101. Ayat no. 150 of Surah bani Israel

21 bar durud Sharif


Insha Allah yaqeen hai ke Allah us banday ke sar se qarz ka bojh utarne ke liye asbab mein farakhi farmayengay aur pahar jitna qarz bhi ho to wo bhi utar jayega, Insha Allah


Inshallah aapko jarur kamyabi milegi aapki  sari pareshaniyan dur Ho jaenge Aap Ki zindagi Mein Khushi a jayegi aap kahan masla hal ho jaega pareshani aapke zindagi Se dur Ho jaenge aap is vajifa ko jarur aazma kar dekho  is wazifa ko aap apni jindagi Ka mamul banaa lijiye Inshallah aapki jindagi Mein Hamesha ke liye khushiyan hi khushiyan rahenge.


We hope that you have understood all our today's things very well, if you people have any doubt or any question, then you will definitely ask in the comment and definitely like and share this post of ours.

THANK YOU




Post a Comment

0 Comments