Chat with us on Whatsapp

surah fatiha\\surah fatiha ka wazifa\\har masla hal hone ka wazifa\\powerful wazifa \\live wazifa

1.Surah hai isko padhne se aap ki har musibat dur hogi inshallah koi bhi musibat agar aap is Surah ko sunte ya padhte hai to vah musibat dur ho jayegi .

2.agar is Surah ko subah uthkar 5 bar padha jaaye yah Suna jaaye to aap ki har pareshani dur ho jayegi inshallah aapki har dua qabool hogi Jo bhi maksad hoga apne zahan mein dimag mein rakhe is Surah ko Sunye ke mera yah maksad hal Ho jaaye to inshallah vah maksad HAL ho jaega .

3.agar aapki koi bimari dur nahin ho rahi hai aap pareshan Ho doctoron ke chakkar Laga Laga kar pareshan Ho chuke Ho or dawa ke liye roz daily bhagana padta hai lekin dava bhi asar nahin karti hai aap is Surah Ko Pani per dam kar kar kisi bhi bimar shaks ko pila denge to uski har bimari dur ho jayegi to usko Shifa milegi inshallah.



AMAL KA TARIKA .

ek bar is Amal ko bhi jarur kijiega agar koi shaks jyada hi bimar hai to aapko karna kya hai 7 Namak ke dele le lijiyega jo chane ki barabar dele ho vaise to namak har jagah milta hai Lekin aapko delewala lena hai dukaanon per deli wala Namak aapko mil jaega chane ki barabar daily ka Namak le lijiyega 7 dely le lijiyega Apne hath per rakhiyega aur Surah fatiha ko padhna shuru kar dijiyega aur Surah fatiha ko un delo pr 7 bar padhen yah fir 11 bar padh kar dam kar dijiyega aur jo mareez tha jiski bimari dur nahin ho rahi thi jisko aap daawai khila khila kar pareshan Ho chuke the jisko aap acche se acche doctor Ko dikha dikha kar pareshan Ho chuke to aap ko  karna kya hai vah Namak ke daily uske upar se utarna hai ya fir 7 bar ya 14 bar ya  21 bar utaar dijiyega sar se lekar paon Tak 

Jaise Nazar utari jaati Hain is tarike se aapko utarna hai utarne ke bad ab aapko karna kya hai agar aapke ghar mein nal hai to us nal mein namak ke delon ko dal dijiyega agar nal mein nahin dal sakte to Nadi mein daal dijiyega Jahan per Pani behta ho pani ruka hua hona nahin chahie Pani behta hua hona chahie usmein le jakar daal dijiyega inshallah to jitne jalte Namak ghulega itni jaldi use Insan ki hamari Chali jayegi yani ke wo  jaldi se jaldi theek hota jaega aap is Amal ko roz daily Karen Surah fatiha  is Surah ko har Roz padha jaaiye yah Suna jaaye to aapke ghar mein Barkat hogi Dolat mein karobar mein dukaan mein Barkat hogi aap rozana padha Karen yah Suna Karen abhi is Surah ko padeyga suneyga hajaron lakhon nekiya milenge free mein to ek bar jarur suno  yah ek achcha kam jarur karo taki aapko nekiya milaya to post ko jarur aakhir Tak dekhen

2.  agar aap qarz ki vajah se pareshan karz walon ne aapko pareshan kar rakha hai tu is Surah ko roz daily apne ghar mein padha Karen ya fir aap apne Kanoon se Suna Karen uske bad Allah se jo bhi dua mange to inshallah Puri ho jayegi

3. agar aap Dushmano se pareshan hai tab bhi is Surah ko Sun Lena ek bar agar jadu se pareshan hai to tab bhi ek bar is Surah ko Sunyega .

Jo  surah fatiha ko padhenge yah sunega Allah  pyare Mehboob ke sadke se unki tamam pareshani ko dur farma aur unki har neki ko apni bargah mein qubool farma ameen allahumma ameen .


Surah fatiha .

Bismillaah ar-Rahman ar-Raheem

Al hamdu lillaahi rabbil ‘alameen

Ar-Rahman ar-Raheem Maaliki yaumid Deen

Iyyaaka na’abudu wa iyyaaka nasta’een

Ihdinas siraatal mustaqeem

Siraatal ladheena an ‘amta’ alaihim

Ghairil maghduubi’ alaihim waladaaleen

Aameen.

dosto  to ye tha aaj ka Amal or surah fatiha ki fazilaten .

Aap log bhi comments me ameen zarur likhyga .


Hum ummid karte hai aap logo ko sub kuch ache se samajh agya hoga agar aap logo ka koi bhi sawal hai to ap comment me puch skte hai or hamare post ko like or share zarur karyga sadqa e jariya ki niyat se .

THANK YOU

Post a Comment

0 Comments