Imtihan mein kamyab ka Wazifa share karne gy app inshallah.agr app nay imtihan diya hai.Aur kamyabi nahi mil rahi tyo app iss amal ko karny Inshallah app ko imtihan mien kamyabi mily ge ya bohat he powerful hai so do this Qurani Wazifa for Success in Exam and get benefits:
Imtihan mein kamyabi:
Agr app chahty hain ke imtihan mein kamyabi mily.app ko ya shahk hai k app nay imtihan diya hai aur pata nahi ke pass hongy yan nahi tyo app ya zror karny inshallah app ko kamyabi zror mily ge.
Imtihan mein kamyabi ka Wazifa:
Ya Wazifa Allah ke Safati Naam (YA HASEEBU) ka hai.Jo Imtihan mein kamyabi ka ak khas wazifa hai.Aur wasy be Allah ke naamon mien bohat power hoti hai.agr app chahty hain ke app imtihan mien kamyab hon.tyo ak bar iss amal ko lazmi karny.
Inshallah app yakeenan imtihan mein kamyab hon gy aur kamyabi app ke kadam chomay gy.
App nay Tanhi mein bath jana hai.Asi jaga bathna hai.Jhna app ko ko preshan karne wala na ho.Yani Wazifa ke dooran app se koi baat karne wala na ho.Tyo app nay 111Martba (YA HASSEBU) parna hai.
Aur iss ke awal akhar 3,3 Martba Drood e Ibrahimi parna hai.jab Wazifa mukmal ho jay tyo.Imtihan mein kamyabi ke liye Allah se Khsosi dua zror mangni hai.Inshallah app ko kamyabi mily ge.
Wazifa parne ki Mudat:
Wazifa parne ki Mudad 11 Days hai.yan imtihan mien kamyabi ke liye app nay iss amal ko muslsal 11 days tak karna hai.
amal Imtihan dany ke bad karna hai.Inshallah Kamyabi mily ge.
Hum ummid karte hai aap logo ko sub kuch ache se samajh agya hoga agar aap logo ka koi bhi sawal hai to ap comment me puch skte hai or hamare post ko like or share zarur karyga sadqa e jariya ki niyat se .
THANK YOU
0 Comments