NAZAR-E-BAD
nazar-e-bad ka ziker hadesoon mai ba khobi milta hey nazar-e- bad ko islam mai ain kaha jata hey
aur humarey pyarey nabbi ney kaha hey al ain haqqun.
NAZAR-E-BAD hameesha hasad ki lagti hey
hasad sey muraad woh shaks ya insaan jo kisi dosrey sey jalta ho, bair rakhta ho
aise insaan aise bhi hotey hain bohat muhabbat ka izhaar kartey hain
magar dil mai dushmani, hasad aur app k noqsan k muttamanni hotey hain.
nazar laganay wala hasid kehlata jab k jis ko nazar lagti hey woh masood kehlata hey
Ye hain ki jab insan ko lagti hain to achanak
1)bimar ho jana hain or bimari hoti hd magar koidawaa use theek nahi karpaati
2),badan me susti bhar jati hain
3)dimag kaam nahi kar pata, aisa lagtaa hedimaag band ho gayaa ho
4)yaddast kamzor parh jati hain, koi kaam yaadnahi rehtaa jis se pateshnior barh jaati he
5)Sare badan me kamzori aajati hain, haath perkaam nahi karte bus esalagtaa k sktaa hi rahu
6)chid chidapan aajata hain,kisi ki baat achchi nailagti
7)gumsum rahta hain,wo khud nahi samjpata k iusay kya huva hain na or koi samaj pata he
8)jab karobar me lagti hain to chalta huva karobarruk jata hain aur din b
din sell girti jati hain,aur dukan ya showroom bandkarnay ki naubat aajati
hain ya to chaltaa he magar paise ki aisi dikkat aati he k samaj me nahiaata kya ho rahaa he or pareshani barh jaati he.
9)agar janwar ko nazar lagay to janwar dudh denaband kardeta hain,bimaar ho jata hain,aur agar waqt pe elaj na kiya jaen to maut bhi ho jati hankhana pina band kardete he chillane lagte he.
10)agar bachcho ko lagti hain to bacha rota rehtarahta hain,kisi cheez sebhi chup nahi hota,na khelta hainna thik se sota hain bus pareshaan kate heaur na kahin chain se baithta hain.bukhar bhi aajata hain.
11)daulat ko nazar lagti hain to barkat khatm hojati hain aur rupay kitangi hoti hain,kharchay barh jatay hain,incomeband ho jati hain,yahan tak ki sari bachat bhi khatm hojati hain aurinsan qarz me mubtila hojata hain jaisay rupay aur uskay darmiyan ekdushmani si ho jati hain.aisy kai alamatay hain.aur ye sahar jadu se miltijulti alamatay hain.bahot mumkin hain ki aap jisay sahar jadu kamamla samj rahay hain wo nazare bad ki tabahi ho.sahar ki aur nazar ki alamatay ek si hain,esliye aap ko lagay ki shayid kisi ne jadu tona kiyahain aur aap ekmusibat se dusri me gir jae
We hope that you have understood all our today's things very well, if you people have any doubt or any question, then you will definitely ask in the comment and definitely like and share this post of ours.
THANK YOU
0 Comments