Chat with us on Whatsapp

Wazifa for weight loss\\wazan kam karne ka wazifa\\powerfull wazifa\\live wazifa

Wazifa for Weight Loss this Wazifa for those people how upset for heavy Weight iss amal ki barkat se Inshallah app ka  Wazan 7 days mein kam hoga.This is Very Powerful Wazifa for Weight Loss in you want Fast Weight Loss so do this Quran Wazifa and loss  wieght in 7days.Ya Wazifa bohat tazi se Wazan ko kam karta hai.aur pait ki her bimari ka be ialj isi wazifa ki madad se app kar skty hain.Inshallah



How to Read Wazifa for Weight Loss 

Apko din me kisi bhi waqt is wazife ko karne h sabse pehle apko wazu banana hai or ek glass me pani lelena h fir 1 bar durud sharif padhna h uske bad fir 7 bar  surah fatiha padhna h fir ek bar fir durud sharif padhna h ye wazifa apko 41 din lagatar karna h fark apko 7 din m dikh jhaega

wazifa 

1 bar durud sharif

7 bar  surah fatiha

1 bar durud sharif


Wazife ke fayde

Agr pashab ke sath kisi ko blood ata ho tyo inshallah iss amal ki barkat se pashab ke sath Blood ana band ho jay ga.

Agr pait ki koi bimari hai.for example drd wgra rahta ho har wkat yan koi aur bimari hai tyo iss amal ki barkat sy Inshallah wo bimari khtam ho jay ge.

Agr app motapy ki Waja se pareshan hain.Motapa kam hone ka name he nahi la raha hai.tyo iss amal ki barkat se Inshallah ahista ahista Motapa be khtam ho jay ga.


Ya Wazifa app nay oss wqt tak karty rahna hai.Jab tak app ko Bimari se Mukmal aram nahi ae jata.Jab app samjy ke bimari se aram ae choka hai.tyo app Wazifa chod skty hain.agr kisi din wazifa chot be jay tyo preshan hone ki koi baat nahi.iss ka kisi be kism ka koi nuksan nahi hai.


Wazifa ke Mutlak Zrori Hadiyat:

Wazifa ko app nay pory yakeen ke sath krna hai.Jab be khana khana hai osi wqt jasy btya hai wasy he Wazifa parna hai.wazifa oss wqat tak jara Rakhna hai.Jab tak wazan mukmal toor par kam nahi hojata.Wazifa ko khud be karne aur jin logon ko iss wazifa ki Zrorat hai.Un ke Sath Zror Share karne Wazan kam karne ka bohat he zbrdas Wazifa hai ya.

JAZZAK ALLAH

Post a Comment

0 Comments