Chat with us on Whatsapp

Dushman se nijat pane ki dua\\Wazifa to protect from enemy\\powerfull wazifa\\wazifa

Aaj ke waqt mein seedhe se seedhe insaan ka dushman hai. Agar aap khud kisi ka bura na bhi chahe, lekin nazar utha ke dekhenge toh apka bura chahne wale bahot sare log hai. Aise haal mein insaan sirf apni aur apne kareebi logo ki hifazat ki dua Allah Miyan se kar sakta hai. Beshak Allah Talah aapki dushman se hifazat ki dua ko khali nahi jane dega aur aapko ane wali har pareshani aur takleef se bachayega.


Dushman Se Nijat Pane Ki Dua

Chahe aapka dushman aap par rohani hamle kare ya phir jismaani, Insha Allah, uske har hamle nakamyab honge. Dushman se hifazat ki dua behad asardar aur Qurani totka hai apne dushman se apne aapko bachane ka. Agar aapka dushman aapki har tarakki ya choti bad khushi se jalta hai, toh kabhi kabhi uski buri nazar hi aapko tabah karne ke liye kaafi hai. 

Isliye aap dushman se nijat pane ki dua parhe aur apne dushman se jald se jald nijat hasil kare. Insha Allah, aapke dushman ka aap par koi bhi vaar nakaam hoga. Aapke ghar mein barkat, khushi aur rozi phir se aane lagegi aur aapko kabhi kisi tarah ka nuksan nahi pahuchega.


Dushman se hifazat ki dua ye hai:


“Allah Humma Inna Nal Aluka Fi Nuhu Rihim Wa Na’uzoo Bika Min Shuru Rihim”


Har namaz kr baad aap isko 7-7 martaba parhe aur apne dushman ka tasavvur karke Allah Talah se apni aur apne gharwalo ki hifazat ke liye dua mange. Insha Allah, aapki hifazat ta-umr bani rahegi.


Agar aapko apne dushman se had darja khatra hai toh aapko aur behtar amal ki zaroorat hai. Iske liye aap humare molvi sab se rabta kare. Insha Allah, wo aapko apne dushman ki takleef se nijat hasil karne ke sabse behtreen aur wajib rasta batayenge. 

Pareshan na ho, aapka dushman Allah ke hukm kea age barbaad ho jayega. Isliye aap apne Rab ko razi kare, aur apni har pareshani Us par chor de






Post a Comment

0 Comments