Wazifa karne ka tarika
Sabse pahle taza wuzu kar lein. Uske baad tin baar Durood sharif padhein. Fir Surah Fatir ki Ayat No. 22 ko 15 martaba ehin: 22 ko padehin.
Akhir mein dubara Durood sharif padhein 3 baar.
Uske baad ap jis ke liye amal kar rahein hain usko apne dimag mein soch kar us par dum karein.
Is Amal ki Barkat se kisi bhi sarkash ko apne upar meherban kar sakte hai.
Kisi ko bhi vash yani qabu me kar sakte hain. Lekin phir se bata raha hoon amal sirf jaiz maksad ke liye hi karna.
THANK YOU.
TEAM
LIVE WAZIFA.
0 Comments