Dushman Ki Zuban Bandi Ka Wazifa
Is wazifa ke parhne wale ko bahut se fayede mayassar (milenge) aayenge. Jaisa ke,
* Dushman ki karwi zuban ke waar se bachaw hoga.
* Dushman ki chalne wali ya chal chuki har chaal se hifazat rahegi.
* Dushman ka banaya gaya har ghalat mansooba nakam hoga.
* Is amal ka aadi insan ALLAH Pak ki khas amaan (hifazat) mein aa jayega.
Gharz ye ke ye dua parhne wale ka dushman ALLAH Azzawajal ki khas rahmat se zer (nakam) ho kar rahega, aameen.
Dushman Ki Zuban Bandi Wazifa Padhne Ka Tareeqa
Ye wazifa aap kisi bhi behtar waqt aur jis din chahen shuru kar sakte hain.
Sab se awwal wuzu bana lijiye.
Apne maqsad ko puri tarah se apne zehan mein le aaiye. Yani aapke dushman ki paidah kardah takhreeb kaariyon (ghalat harkaton) ko apne dimagh mein rakhte hue uska tasavvur kijiye. Aur dil mein murad yahi rakhiye ke jald se jald aapko usse chhutkara mil jaye.
Sab se pahle koi si bhi Durood Shareef teen (3) martaba parhiye.
Upar di gayi dua ko teen sau terah ( 7 ) martaba parhiye. Yad rahe ke dushman ka tasavvur aapke dil aur dimagh mein barabar bana rahe. Jitna mazboot tasavvur hoga utna hi tez aur asardaar natija samne aayega, insha ALLAH.
- Aakhir mein phir se wahi Durood Shareef teen (3) martaba parhiye jo shuru mein parhi thi.
Jab aap pura amal parh chuken to ALLAH Zille Shanahu se iltija kijiye. Aapke dushman ka naam lete hue khoob aajzi ke sath dua kijiye. Agar dushman ki walidah ka naam malum hai to wo bhi lijiye. Aur agar mukammal naam nahi malum to sirf dushman ka naam hi le lijiye. Dua kijiye ke ALLAH Ta’ala aapko aapke dushman ki har buri nazar, hasad aur ghattiya chaalo se mahfuz rakhe. Dushman ka har shar aur waar raigan (zaya) jaye.
- Is amal ki koi khas miyad nahi hai. Aap jab tak parhna chahen parh sake hain.
Insha ALLAH, dushman apne gande iradon mein kabhi kamyab na ho payega. Uski har saazish nakaarah (na kamyab) hokar rahegi, aameen!
If you want to talk our team or order any thing you can call on this number.
Contact no. +919528531416
8077261662
Thanks live wazifa team
0 Comments