Naraz Ko Manane Ka Wazifa
Agar kabhi kisi tarah, dost aapka naraz ho gaya hai ya maa baap Bhai behen koi bhi kabeebi shaqs naraz hogya hai to naraz manane ka wazifa ka istemaal zarur karein. Apne naraz dost ko manane ka wazifa ke sahayata se aap unko dil jeet sakte hai.
Lekin iss dauran, aap please pehle se pata kijiye ki koi shaqs apse naraz hue kyu. Jab aap us shaqs ki narazgi ka raaz solve kar lenge, to usse manana aur bhi asaan ho jaega.
Kisi ko manene ki dua aur wazifa niche diya hua hai:-
•Is wazifa ko aap Nauchandi ke jumerat wale roz shuru kare.
•Ye wazifa aap bistar pe sone se pehle parhe.
•Wazu karle, bistar pe jane se pehle.
•Lekin yaad rahe ki aapki bistar paak saaf honi chahiye.
•11 martaba Durood Ibrahim parhe.
•Fir aap Surah Yusuf ki Ayat #30 parhe “Qad Shaga Faha Hubban” 101 martaba parhe.
•Aakhir mein 11 martaba Durood Ibrahim parhe.
•Aur uska tasavvur kare jis ko aap manana chahte hai.
•Allah (Swt) se dua kare ki aapke ruthe hue dost, shohar ya milne wale maan jaye.
•Insha Allah, wo jald hi maan jayenge.
•Ye wazifa aap 11 ya 21 din ke liye bina nagah kare.
Bilkul umeed na chore pure yakeen se dua aur wazifa pade. Allah Talah aapki isme madad karega.wo shaks jo aapse ruth gaya hai vo maan jayega.
0 Comments