Chat with us on Whatsapp

Surah duha pdhne ke fayde//surah duha//live wazifa//Azimushaan malik

 

Surah duha padhne aur sunne ke fayde

Har kam mein kamyabi ke liye agar koi shaks naraz ho gaya hai use wapas bulane ke liye agar kisi shakhs Ko Raat mein dar lagta hai uske liye karobar mein Barkat ke liye agar koi saman rakhkar bhul gaye ho to uske liye agar aap koi kam karna chahte ho usmein fayda hoga ya nuksan to aap use Khwab mein jarur dekhen agar koi shakhs Apne kam mein kamyabi chahta hai vah chahta hai ke har kam mein kamyabi milti Chali Jaye 



Surah duha zaroor padh lijiyega agar padhnaa nahi aati hai to aap Surah dua ko 21 bar sun lijiyega aur 7 din tak yah Amal aapko karna hoga inshallah aapko har kam mein kamyabi milati Chali jayegi 

Agar koi Insan Ghar se naraz ho kar chala gaya hai ya aapse bahut hi jyada gussa ho gaya hai aur aap use wapas bulana chahte Hain to aaj aap Surah duha zaroor padhen 

Jo shakhs Ghar se bhag gaya hai use shakhs ko bulane ke liye 111 Baar  is Surah ko jarur padhen agar padhna nahi aata hai to is video mein 111 bar aap sun lijiyega aur yah Amal aapko 11 din tak karna hoga inshallah woh naraz hua shakhs vah Ghar se bhaga hua shakhs inshallah bahut jaldi aapke pass aa jayega 

Agar koi shakhs apna saman rakhkar bhul gaya hai aur usko yad nahin a raha hai aur vah saman uske liye bahut hi jyada kimati hai or vah yaad kar raha hai usko Saman yad nahin a Raha hai to aapko karna kya hoga Surah duha aapko padhna hoga ki agar aapko padhne nahin aati hai to aap isko jarur suniyega inshallah aapko us shakhs ka naam yaad aa jayega aapne jisko aapane saman Diya hai inshallah

Agar aapke karobar mein Barkat nahin hai bahut pareshan Hain tarah tarah ke kam kar rahe hain tarah tarah ke upay kar rahe hain lekin uske bad bhi aapke kamon mein Barkat nahin a Rahi hai to Aaj aap is surah duha ko 313 bar padhiyega agar padhna nahi aata hai to 313 bar Apne kanon se suniyega inshallah aapke karobar mein paise mein Daulat mein Barkat aana shuru ho jayegi


Jazakallah khair


Agar aap hamare  live wazifa ki team se bat karna chahte h ya koi masla share karna chahte h to ap hume contact kar sakte hai 


If you want to talk our team or order any thing you can call on this number.


Contact no. +919528531416

                                8077261662


Thanks live wazifa team


 

Post a Comment

0 Comments