Chat with us on Whatsapp

Surah Nasr ki fazilat//surah Nasr//surah//live wazifa //Azimushaan malik

Surah Nasr ki fazilat

Surah NASR Padhne aur sunane ke fayde Aaj is post me  jarur janiyega har dua qubool hone ke liye har kam mein kamyabi ke liye Karz ko dur karne ke liye Dushman ko Ghar se bahar bhagane ke liye mohtajgi ko Ghar se dur karne ke liye.





Agar aaj aap is Surah  ko Tez  awaaz mein sun lete hain ya padh lete Hain to Aaj itne jyada aapko fayde milenge ki aapane kabhi socha bhi nahin hoga agar aapka koi Dushman hai aapko bahut jyada pareshan karta hai aapke karobar ko khatm karne ki koshish karta hai dukaan ko khatm karne ki koshish karta hai aapke ghar ko barbad karne ki koshish karta hai Bhai Bhai mein ladai karva deta hai,

Miyan biwi mein ladai karva deta hai aap ke ghar mein aapke Parivar se dur karva deta hai Ghar ki baten idhar udhar laga deta hai to us Dushman se bachne ke liye aur vah aapko pata nahin hai ki vah Dushman kaun sa hai use Dushman se bhi bachne ke liye aap ko karna kya hoga Isha ki namaz ke Baad raat main aapko 21 bar isko padhna hoga agar aapko padhna nahi aata hai to is Surah ko 21 bar suniyega

Inshallah is Surah  ki Barkat se Dushman aapki zindagi se nikal jayega Dushman aapke karobar Ghar dukaan se bhag jaega kabhi bhi Dushman aapko pareshan nahin Karega agar kisi shakhs ke upar bahut hi jyada karz hai aur us Karz ki wajah se doob chuka hai aur vah use karj ko Ada karna chahta hai to us Karz ko khatm karna chahta hai to Aaj ham aapko aisa Amal Bata rahe hain inshallah is Amal ki Barkat se aapka Karz uttar jayaga

Jo Bhai bahan bhi Karz ki wajah se pareshan Hain unko chahiega ki Isha ki namaz ke Baad 41 martba aapko padhani hogi agar aapko padhne nahi aati hai to 41 martba aap apne kanon se jarur suniyega inshallah is Surah NASR ki Barkat se aapka karz utar jayega har dua qubool hone ke liye

Ek Baar din mein rojana jarur sune ya pdhe  inshallah aapki mohtajgi zaroor khatam ho jayegi or Allah se aapko madad har kam mein milti jayegi 

Surah NASR aap padha Karen ya Suna Karen to usse pahle aap durude e Pak shuru mein aur aakhir mein padh liya Karen inshallah apki zindagi ki har pareshani khatam hojaegi .


Jazakallah khair  


Agar aap hamare  live wazifa ki team se bat karna chahte h ya koi masla share karna chahte h to ap hume contact kar sakte hai 


If you want to talk our team or order any thing you can call on this number.


Contact no. +919528531416

                                8077261662


Thanks live wazifa team


 









Post a Comment

0 Comments