Surah kosar padhne or sunne ke fayde
Jitna swab sureh kosar padhne wale ko Milta hai utna hi sunne Wale ko milta hai
Agar aapka koi dushman hai or sata raha
hai ya bahot zayada pareshan kar Raha hai
Usse bachne ke liye aap ye surah kosar ka wazifa pdhe inshallah apki hifazat rahegi
41 baar sureh kosar padhe
21 din tak rozana padhe
Agar padh nhi sakte to sun liya kare Inshallah dushman khud har jaega
Agar kisi ke sar me dard hai dawai karne Ke baad bhi sar ka dard nhi Jaa Raha Jiske bhi sar me dard hai us par 7 BaarSureh kosar padh kar dam krde Esa 2 ya 3 baar karne se sir ka dard
Khatam ho jaega inshaallah
Agar kisi ke pet me dard rehta hai Ya kisi ko ges ki pareshani hai Ek chutki namak le us par 7 Baar sureh kosar padh kar dam karke chat le Kisi mareez ko bhi chata deRozana subah sham namak chate Inshallah 2 ya 3 din me dard thik ho jayega
Agar koi shaks rozana surah kosar ko
Rozana 313 baat padhle ya fir sun le
To us shakhs ki har bimari har mushkil
Har pareshani dur ho jaegi Or aapki jayz nek duayen qubool ho Jaegi inshallah.
Inshallah is Surah ki Barkat se Dushman aapki zindagi se nikal jayega Dushman aapke karobar Ghar dukaan se bhag jaega kabhi bhi Dushman aapko pareshan nahin Karega agar kisi shakhs ke upar bahut hi jyada karz hai aur us Karz ki wajah se doob chuka hai aur vah use karj ko Ada karna chahta hai to us Karz ko khatm karna chahta hai to Aaj ham aapko aisa Amal Bata rahe hain inshallah is Amal ki Barkat se aapka Karz uttar jayaga
Jo Bhai bahan bhi Karz ki wajah se pareshan Hain unko chahiega ki Isha ki namaz ke Baad 41 martba aapko padhani hogi agar aapko padhne nahi aati hai to 41 martba aap apne kanon se jarur suniyega inshallah is Surah kosar ki Barkat se aapka karz utar jayega har dua qubool hone ke liye
Ek Baar din mein rojana jarur sune ya pdhe inshallah aapki mohtajgi zaroor khatam ho jayegi or Allah se aapko madad har kam mein milti jayegi
Surah kosar aap padha Karen ya Suna Karen to usse pahle aap durude e Pak shuru mein aur aakhir mein padh liya Karen inshallah apki zindagi ki har pareshani khatam hojaegi .
Jazakallah khair
If you want to talk our team or order any thing you can call on this number.
Contact no. +919528531416
8077261662
Thanks live wazifa team
0 Comments