Sureh Feel padhne or sunne ke fayde
Agar aap sureh Feel padh nahi sakte Rozana sun liya kare aap apne ghar me ya dukaan pe kahi bhi is surah tez awaz me sun liya kare
Agar aapka koi dushman hai or wo Aapko pareshan kar Raha hai Aapke karobaar ko band karne ki koshish Kar raha hai barbaad karna chah raha he Aap jo bhi kaam kar rahe hai usko band karna chah raha hai Us dushman se bachne ke liye aap rozana Surah Feel ko padhe ya sune
Koi bhi pareshani aapke samne aaye To us waqt aap sureh Feel ko padh kar ya sun kar Allah se dua kare inshallah aapki Pareshani door ho jayegi Aapki koi dua hai jo qubool nahi ho rahi
Rozana insha ki namaz ke Baad 11 martaba sureh Feel ko padhe ya sune Or Allah se dua mange inshallah aapki dua qubool hogi.
Sureh Feel ko rozana padha kare ya suna kare inshallah aapki har dua qubool hogi Aap har pareshani se door rahega Or aap dushman se bache rahenge Or aapke karobaar me barkate rahengi
Inshallah
Jazakallah khair
If you want to talk our team or order any thing you can call on this number.
Contact no. +919528531416
8077261662
Thanks live wazifa team
0 Comments