Yah 7 Din Ka Ek aisa wazifa hai Jo Hazrat Ali ke dwara bataya gaya hai Hazrat Ali Ne is wazifa ko bataya hai Jo Insan bilkul ummid Chhod chuka Ho Jiska kam kahin se bhi nahin ban raha Jise Kahin Se Koi Aasra Nahin mil rha Jo sari duaaen Karke Thak Chuka ho
Woh Insan is wazifa ko 7 Din karein yeh ek Aisa Amal hai jismein Koi Bhi Insan pareshani mein ho Jiska Koi kam kahin se bhi nahin ban raha ho woh is Amal ko kar le isse aapke Sare Tamam pareshaniyan Ya Koi Khwahish ho Puri Jaati Hai Kyunki yah Hazrat Ali ka bataya Hua wazifa Hai
Is wazifa ko aap jumerat ke din se shuru Karenge aur yah aapko 7 din tak karna Hota Hai koi bhi aapki Khwahish ya koi aapka ruka Hua kam ya koi aapki hajat Koi Aisi Dua jo aapki Puri Nahin Ho Pa Rahi
Jumrat ke din Isha ki Namaz Ke Baad Bina Kisi Se baat cheet kiye apko is wazife ko krna hoga
WAZIFA KARNE KA TARIKA
5 martba Shuru Mein durud Sharif pdain
72 martba Surah mubarak pdein Surah Fatiha (alhamdulillahi rabbil Alamin Ar Rahman Nir Rahim Malik ki umidin iyakanabudu waiyakanastaeen eihidi nasiratal mustakeen siratal lazina an-amta alehim gairil magdubi alehim waladuaaleen ameen.. )
phir 5 martba durud Sharif pdein
FIR aapko jo bhi aapki Khwahish ya hajat ya koi Dua Jis liye aapane yah vajifa kara hai usko man mein rakhkar Bina Kisi Se batchit kiye so jaen Inshallah Allah aapki jo bhi hajat hai vah Kabool Karega is wazifa Ko jumme Raat Ke Din Shuru karna hai aur 7 din tak lagatar aapko yah wazifa karna hai Inshallah Allah ne Chaha to aapki Dua ya koi hajat Ya Koi Khwahish Jarur Kabool Hogi
Jazakallah khair
Agar aap hamare live wazifa ki team se bat karna chahte h ya koi masla share karna chahte h to ap hume contact kar sakte hai
If you want to talk our team or order any thing you can call on this number.
Contact no. +919528531416
8077261662
Thanks live wazifa team
0 Comments